Phulo se bhare bagecche main kha se ye dub pali.. Meri hasti rehne wali ma kese aaj bimar padi.. Jiske anchal mai sir rakh kar soya, usko yo dekh jaagu mai ghadi ghadi.. Chaadar udane mai kya utha , paya ek kitab ma ke sine se lipti padi.. Kitab ke pille fatte panno se manu mai ye purani likhi Khol uska pehla panna , janna ma ne ismai apni kahani likhi Akeli shant meri ma ki ye pehli saheli bani Baat jannu mai tab ki jab uski nayi nayi shadi huyi Soche apne se 15 baras badein umar ke ladke ke sath kese kattein ye jindagi hasi khusi.. Ma bapu ki jid ke ange uski ek na chali ,Dil per pathar rakh chali woh sasural chali.. Sari battein bhula kar usne khush rehne ki kosshish kari Ek din bol mere bapu ko ki tum abhi jawan ho ji , dhamayi unke hatho mai nayi shirt aur ghadi .. Per unne ek na sunni wapas kar shirt le aye ek sari nayi Kuch salo ke bad woh mujhko janni.. Meri jindagi swarna hi uski nayi chahat bani.. Mujmai aur ghar mai esi ulzhi padi ki ye kitab ange kori padi.. Padtein padtein ye kitab kab meri ankhein nam ho gayi Yad karta hu uski kitni khwais meri jid ke angein vileen ho gayi Yad hain mujhe meri khusi ke liye, woh kangan ke liye salo se jode paise kharch computer le ayi thi . Mai jindagi ki uchayi ko chunne ki rah mai sayad apni ma ko bhul gaya tha Ped ki chaav mai raha , per usse pani dena bhul gaya tha Kitna kamaya per kabhi na laya uske liye choodi nayi Jisne mujhe jag kar bhi solaya dekho kese aaj chup chap padi....... Disclaimer: ye meri ma ki story nahi ye man ki ek rachna hain -> prashant
Thursday, 19 June 2014
" Ma ki kitab "

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
mine favroite
ReplyDeletewah wah .... wah wah
ReplyDeletethanx bro :) @madhuraj
ReplyDeletemast h bhai...
ReplyDeletethanx bhai keep visiting for more stuff :)
Deleteawesome it is... :)
ReplyDeletethanx di :)
Delete